Ak proffational logo youtube channel ko ak proffational look deta hai aap apna channel ager ak brand banakar proffational look dena chahte hai. aap ak proffational logo jarur lagaye.
logo lagane se pahachan banti hai.her papuler brand ka ak logo hota hai to aapka kyo nahi aap bhi to ak brand banana chahte hai to aapko logo lagana chahiye.wo bhi unique hona chahiye ,kisi aur ka brand logo apni youtube channel per nahi lagana chahiye.
CREAT LOGO KINEMASTER
Logo banane ke liye Play Store per bahut sare application available hai aur log bahut sare application ka use bhi karte Hain logon banane ke liye lekin mein main aapko suggest karunga aap kinemaster se hi logon banaya kyunki ismein word decoration word customise and word ke liye bahut sare option deta hai Jo ek professional logo(how to make logo in kinemaster ) banane ke liye bahut hi achcha platform hai to ek bar kinemaster se logon banate hain
Download kine master for logo creation
click
Download karke use open Karen ek project le le project ka
Next interface se aapko (media) ka option select karna hai uska interface kuchh is prakar hoga jo niche hai ismein aapko 3 tarah ke option milenge
- background
- favorite
- cloud storage
- apke mobile ke image ,vedios, folder etc.
Jismein aap ko pahla option select karna hai background is Chitra mein Jo bhi extra option dikh rahe hain ya mere file ke Hain.
aapko teen option milega jismein se aapko background select karna hai background select kare
Option select karte he hi aapko bahut sare background milenge jismein se aapko apna pasandida background click kare .
Background choose karne ke bad aapke mobile ka interface kuchh is prakar hoga
how to create logo kinemaster
Jismein aapko layer per click karne ke bad 5 option milenge Jo kuchh is prakar hai
- Media
- Effact
- Overlay
- Text
- handrighting
Jisme Text selact kare
Fir waha likhne ke liye option aayega waha
Aap apne channel ka name lekhe aur save per click kare.
Fir aapko aesa interface milega
Text ko customise aur decorate karne ke bahut sare option milenge aapko Bari barish se apne pasandida decoration ko is text per lagu karna hai Jaise maine kiya hai .
Agar aap apne channel ke Naam ke niche aur koi line likhna chahte Hain to fir se aapko laya click karna hai uske bad aapko text mein jana hai fir se apni line likhni hai aur save karna hai FIR use per bhi decorate karna hoga FIR aapka Bankar taiyar ho
jaega.
Decorate aur customise karne ke bad hamen is image ko save karna hai .
Iske bad hamen image mein dikhai Gaye red
line ke icon ko press karna hai jaha aapko
Capture and save per click karna hai aap ka image save ho jaega aapke file mein
"capture" folder ke name se save ho jaega aapko yahan se back ho jana hai .
Humne Jo logo banaya kuchh is prakar hai
LOGO KAISE LAGAYE --
Sabse pahle ham Chrome browser open
karenge FIR hamen Chrome browser ko desktop site karna hoga.
Jo image mein dikhai Gaye Red line ke upar click karne se hota.
logo kinemaster, kinemaster logo |
hai FIR hamara mobile desktop site ho jaega bilkul computer ki tarah FIR ham apna YouTube channel kholenge Chrome browser me hame zoom karke channel ke logo wale icon per click karenge
logo kinemaster, kinemaster logo |
aapko
logo kinemaster, kinemaster logo |
your channel wale option per click karenge aur apne channel par chale jaenge FIR hamen customise channel ka option milega jisse hamen click karna hai uske bad uska interface kuchh is prakar hoga
logo kinemaster, kinemaster logo |
Jahan channel ka logo dikhai deta hai vahan ka background Khali hoga hamen use background per click karna hai ek pen ka icon aaega jaisa ki image mein dikh raha hai hamen pen ke Icon per click karna hai FIR ek option aaega edit channel logo aapko edit per click karna hai FIR yahan se yah Google per
khulega naye page per vahan per do option milenge agar aap ka logo laga hua hai to do option milenge
1- Remove logo
2-change logo
Aur agar nahin laga hua hai tu loga lagane ke liye " upload your computer "
aapko use per click karna hai aapke a samne camera camcorder voice recorder aur file khulenge jismein aapko file choose karna hai
File khulegi nai interface ke sath jismein bahut sari image honge aapke mobile
Ke aapko Apne logon select karna hai upar open ka option aaega usko click Karen FIR kuchh time mein main upload hoga FIR aapko sev kar dena hai aapka logon lag kar taiyar ho gaya .
Vahan se back hokar Apne YouTube channel per jaenge YouTube channel open karenge ismein hamara logon Laga hoga kuchh is prakar agar nahin Laga hai ek bar refresh Karen.
ab dosto aapka logo lag chuka hai , aap is channel ko subscribe jarur karen .
Gjb
जवाब देंहटाएंWaw sir bahut mast hai
जवाब देंहटाएंNice information
जवाब देंहटाएंNice post
जवाब देंहटाएंGajab
जवाब देंहटाएंNice
जवाब देंहटाएं